Aqaid-e-Ahl-e-Sunnat: Al-Sawad Al-Azam Ki Pehchan
Ahle Sunnat Wal Jamaat wo wahid jamat hai jo Sahaba-e-Kiram aur Salaf-e-Saliheen ke raste par gamzan hai. Hamara aqeeda hai ke Allah ta'ala har aib, nuks aur jismani qaid se pak hai. Anbiya (AS) aur Awliya Allah ki tazeem deen ka bunyadi hissa hai.